Blog Setting for Blogger is post me main apko bataunga kaise apko apne blogger ki setting karni hai jisse apk blog search engine me easily Rank ho jaye or aap Poori Trha se is sawal ka jawab jaan payege ki How to convert a normal blog into SEO Ready Blogspot Blog?
Blogger me Blog Create karne ke baad sbse importane cheez hai ki us Blog ki setting karna
agar aapne abtak blogger me apna blog Create nahi kia hai to aap si post ko padh ke asaani se apna Blog free me Create kar saktey hai
How to start a blog for free in 2019
Friends I hope aap sabne apna blog, blogger par creat karlia hoga ab Blog likhna start karne se pahle aapko apne Blogger Blog me kuch Blog Settings karni hogi jisse ki apka Blog Search engine me Rank karey
Friends is article ko dhiyan se padhiyega kyoki ek bhi ghalti se apka blog search engine se ignore kardia jayega or Aap Nahi jaan payege ki kasie ek normal Blog ko SEO Blogspot me Convert karte hai.
Friends is article ko dhiyan se padhiyega kyoki ek bhi ghalti se apka blog search engine se ignore kardia jayega or Aap Nahi jaan payege ki kasie ek normal Blog ko SEO Blogspot me Convert karte hai.
To aiye jaante hai kya hai wo Settings:
Blogger Blog Settings to convert a normal blog to SEO in Blogspot
Blogger me ki janey wali sabhi important settings ko main yaha step by step bataunga in settings ke liye aap simply apna blogger account open kar liljiye or ye step Follow kijiye
yaha main blogger ki 2 most important settings category ki baat karunga
yaha main blogger ki 2 most important settings category ki baat karunga
A. Blogger Basic Settings
B. Blogger Search preferences Settings
A- Blogger Basic Settings
sabse pahle ham Blogger ki Basic Settings karenge iske liye
Settings → Basic
Basic settings me ham ye most important settings karenge
Basic settings me ham ye most important settings karenge
- Title
- Description
- Privacy
- HTTPS Redirect
- Blog Authors
- Blog Readers
1. Title- Title apke Blog ka naam hai, yaha aap jo bhi apne blog ka naam denge apke readers ko apke blog ka wahi naam show hoga
jaise maine is Blog ka name "Hindi Story" dia hai or mere readers ko yahi name show hoga.
2. Description- Basic settings me ye sbse important setting hai isme apko apne Blog ko Describe karna hai uske bare me batana hai ki ap is blog me kis trha ka content share karoge.
jiske liye apko 500 Characters Milege aap maximum 500 word ka description yaha likh sakte hai
3. Privacy- isme apko ye batana hai ki apko apna Blog private rkhna hai ya uspar privacy lagani hai ya nahi
yaha apko 2 options milege apko dono me hi 'Yes' ke button ko click karna hai
phle option me apse poochha jayega ki kya apko apna balog hamari list me add karna hai
or kya aap chahte ho ki search engine apka blog find karey
4. HTTPS Redirect- blogger apko Free me SSL Certified account deta hai but iske liye apko HTTPS Redirect ke option ko "Yes" par select karke activate karna hoga
isko Activate karte hi apka Account secure ho jayega (SSL Certified) ho jayega Google prefer karta hai secure accounts ko.
isliye apko is option ko set karna bahut zaruri hai
isko activate karte hi apka Blog URL secure ho jayega or http se https me change ho jyega
5. Blog Authors- is option me aap apne blog ko author add kar saktey hai,
jab aap new blog create karte hai to by default uske author aap khud hote hai but agar aap chahte ho ki koi or bhi usme author ban jaye to aap is option ke use se wo kar sakte ho
iske liye apko simply +Add authors par click karna hai or neechey diye gaye box me us person ki Email Id deni hai jisko aap as a Author add karna chahte ho
fir "Invite authors" ke button ko click karna hai
aap ne jis person ka Email daal kar invite kia hoga unke pas ek confermation mail jayega jisko accept karte hi wo apke blog ke author ban jayege
6. Blog Readers- apko apna Blog privete rakhna hai ya logo ko dikhana hai ye aap is opton se set kar sakte hai
yaha apko "Public" ka option select karna hai jisse log apke Blog ko dekh sakey
B. Blogger Search preferences Settings
blogger ke liye most most most important settings hai Search preferences Settings
isme Meta tags, Custom robots.txt & Custom robots header tags add karna sikhege
in settings ki baat krenge ham yaha
- Meta tags
- Google Search Console
- Custom robots.txt
- Custom robots header tags
1. Meta tags- is settings me blogger ko Meta Tags or Meta Description dene ka option hota hai meta tags ya meta description wo tags hai jiske through search engine apke blog ko search me lata hai or identify karta hai ki apke blog ke niche ya topic kya hai.
simply Description ke samne ke Yes ke button par click karey Box me apna meta description
2. Google Search Console- yaha se aap apne blog ko google search console se link kar saktey hai
iske liye apko Edit par click par click krna or apne Google account se loging karlena hai.
3. Custom robots.txt- apne blog ka custom robots.txt genrate karne ke liye address bar me (apka url/robots.txt) likh kar enter press karey apka custom Robots.txt show ho jyega poorey
apne Blog ka URL dekhne ke liye View Blog par click krey
ab new TAB me apka Blog open hojyega address bar me jo link hai wahi apke Blog ka URL hai ab is
ab URL me /robots.txt likh kar enter dabaye
enter press karte hi apke blog ka robots.txt samne ajyega us text ko copy karle
or Custom Robots.txt ke samne edit par click karke box me copy kiye huye text ko paste karde
or save changes par click karde.
4. Custom robots header tags
blogger ki ye setting bahut important hai friends yaha par zara si bhi ghalti se apka blog serch engine se ignore kardia jayega or sahi settings se search engine me Rank ho jayega agar apko iski knowledge nahi hai to aap isko bikul bhi touch na krey
to Friends main apko dikhta hu iski sahi settings kaise karni hai
friends jaise settings maine is image me karke dikhai hai apko same to same aise hi settings karni hai warna search engine apke blog ko ignore kardega
Friends is trha se aap apne blogger ki settings karke usko search engine me easily rank karwa sakte hai
Friends main apke liye aise blogger se related use article laata rahta hu hamare latest article ki update ke liye hamare blog ko Email daal kar subscribe karle
jisse apko hamare latest post ki update milti rahey
next article main apko btaunga kaise aap apne blog ko Google Analytics se link kar saktey ho



2 Comments
Excellent...Doing great job.....
ReplyDeleteThank You so much please share if you find my stuff is useful
Delete