How to start a blog for free in 2019 is article me main apko bataunga ki kaise aap apna Blog bana kar onlline eraning kar saktey hai
yaha aap sikhege ki how to create a blog for free main Blogger par apko free me kaise blog bana kar online kamai karni hai ye sikhaunga yaha apko poori series milegi blogger se related iske liye aap hamre blog ko subscirbe kar saktey hai or aaney waley post ka notification pa saktey ahi
to aiye seekhtey hai ki how to create a blog on blogger
5- ab aapne Blogger par apna account create karlia hai or naya Blog banane ke liye "CREATE NEW BLOG" par click kare.
6- "Create new Blog" par click karte hi apke samne ek new popup window open hogi jisme apko
7- blog ka Title, address or theme chose karne ke bad simply "create blog" par click kare
yaha aap sikhege ki how to create a blog for free main Blogger par apko free me kaise blog bana kar online kamai karni hai ye sikhaunga yaha apko poori series milegi blogger se related iske liye aap hamre blog ko subscirbe kar saktey hai or aaney waley post ka notification pa saktey ahi
to aiye seekhtey hai ki how to create a blog on blogger
How to create a blog with blogger :
blogger Google ka ek free platform hai jaha par ham apne blog ko easily set up kar saktey hai
isme hamey kisi bhi trha ka koi hosting charge nahi dena hota
Google ka product hone ki wjha se ye poori trha secure hai or server problem ki bhi apko koi tension nahi.
blogger par apna blog Create krne ke liye apke pas ek GMAIL account hona zaruri hai jissey ki aap blogger me SIGN IN kar sakey
Blogger me apna Blog Create karn ke liye ye steps follow karey
How to start a blog for free in 2019 Step By Step
1- sabse pahle aap apne chrome browser me http://www.blogger.com ko open krle
2- upper right corner me "SIGN IN" par click karey ya beech me "CREATE YOUR BLOG" ke button par click karey
3- apne google account ki email enter kar ke NEXT ke button par click kare or password ko daal ke Blogger me Login kar lijiye
Note- agar apke pas pahle se koi GOOGLE account nahi to aap Create Account par click kar ke new account bana sakte hai
4- ab apko apna blogger Profile Create karna hai , Display Name ke samne apna naam daaley ya wo naam likhe jo aap apne blogger me show karwana chahtey hai yaha aap jo naam likhege apke blog me apka wahi naam show hoga
naam likhne ke baad "Continue to Blogger" ke button par click kare
5- ab aapne Blogger par apna account create karlia hai or naya Blog banane ke liye "CREATE NEW BLOG" par click kare.
6- "Create new Blog" par click karte hi apke samne ek new popup window open hogi jisme apko
apne "BLOG ka TITLE" or address choose karna hoga
Yaha par apko 3 option milege
- Title - yaha apko apne blog ka title dena hoga jo bhi naam aap apne blog ko dena chahtey hai wo yaha likh saktey hai
Ex- mere blog ka title hai BLOGFUNIA
- Address - yaha apko apne blog ke liye ek adress create karna hai jo address available hoga uske samne Tick lag kar ajyega is address ko hi Domain kahte hai blogger apko free me jo domain provoide kart hai wo ek Sub Domain hota hai
Ex- apkanaam.blogspot.com (is me blogspot.com ke sath apko address milega)
agar apko apne naam ka domain chahiye jisme "blogspot.com" add na ho to wo apko alag se buy karna padega [iske baare me main apko aagey bataunga]
Blog ka address wo link ya pata hai jiski help se log apke Blog ya Website tak pahuchege
jaise ki mere Blog ka Address hai www.blogfunia.com isi trha apko bhi ek blog adress create karna hai
- Theme - last option theme ka hoga yaha apko apne blog ke liye ek theme choose karni hai
7- blog ka Title, address or theme chose karne ke bad simply "create blog" par click kare
Note- New Blogger me enter hote hi apko ek message show hoga jisme ye likha hoga ki Google apni Google+ service ko band kar rahi hai agar apne ab tak apne Google+ Profile se photos or videos ka Backup nai lia hai to le le kyoki 2 april ke Baad sabhi Google+ pages or accounts ko delete kardia jayega
Conclusion:
So Friends dekha aapne kitna esily aap Blogger par free me ek Blog Creat kar saktey hai
Blogger par blog create karne ka sbse bada benifit ye hai ki Google ka product hone ki wjha se apka article easily Rank kar jata hai
jaise hi aap Article publish karte ho wo Rank ho jarta hai last page par hi kyo na ho par wo Google me index ho jata hai
agar aap ek student hai or blogging se apni Online earning karna chahtey hai to Blogger apke liye ek free or best Option hai
Friends main yaha par Blogger ki ek poori series lekar aaunga jisme main apko blogggr se ralated sabhi tips dunga
or blogger ki SEO settings bhi share karunga
NEXT Article main apko BLOGGER ki kuch Important settings ke baarey me btaunga or post ko kaise likhna hai wo bhi share karunga
NEXT TOPIC : IMPORTANT BLOGGER SETTINGS
Blogger, SEO Blogging or Social media se Related post ke liye aap hamey follow kar saktey hai
agar apko meri languge smjhne me koi bhi problem ho ya apka koi sujhaw ho to comment zaroor karey apni raaye de apka sath hi Meri mehnat ka fal hai
Thank you



2 Comments
well done Mohid
ReplyDeleteThank you so much, stay connected
Delete