Free Keyword Tool
Free Keyword Tool keyword research karne ke waise to bahut se paid tool hai lekin agar aap beginners hai to apko paid tool use karne me thodi bahut dikkat to zaroor hogi
jaise mere sath sabse zyada problem hai budget ki budget ki wjha se main paid tool use nahi kar sakta kyoki mera budget abhi utna nahi hai ki main paid tool ka use karke keywords research karu
to kya karna chaiye kya main free main keywords research nahi kar sakta ?
kar sakta hu bilkul kar sakta hu kaise ye janege ham is article me
poori information ke liye is article ko carefully padhe
![]() |
| Free Keyword Tool |
Free Keyword Tool for Google Keyword Search Volume
1. KEYWORDS EVERYWHERE
keywords everywhere ek free google chrome extension hai jiski help se aap approx 60% - 70% sahi result paa saktey hai
keywords everywhere ko apne chrome browser me install karle or suke baad aap jo bhi search krege apko uska search volume uska CPC or competition show hoga
dhiyan rakhiye ki apko aisa keyword search karna hai jiska search volume high ho, CPC bhi zyada ho or uska competition low ho issey ye hoga ki apka article eaisly google me rank kar jayega
dhiyan rakhiye ki apko aisa keyword search karna hai jiska search volume high ho, CPC bhi zyada ho or uska competition low ho issey ye hoga ki apka article eaisly google me rank kar jayega
How to install Keyword everywhere
iske liye apko apne chorme browser me jana hai or search karna hai Keyword everywhere
![]() |
| free keyword tool |
Note- uper image me aap dekh sakte hai maine keyword everywhere install kar rakha hai to mujhe har keyword ka search volume, cpc or competition show ho raha hai
search karne par jo pahla result aata hai apne usko open karna hai
| Free Keyword Tool |
first link par click karte hi apke samne keyword everywhere ki site open ho jayegi
![]() |
| Free Keyword Tool |
ab "install for chrome" par click karke aap isko apne chrome browser me install kar sakte hai
isko install karne ke baad aap google, youtube, Amazon etc. par jo bhi search krenge uska search volume, cpc or competition apko show hoga
iske hamara dusra tool hai actually tool nahi ye ek website hai
2. Answer the Public (answerthepublic.com)
ye ek website hai jaha aapko bahut se keyword ideas mil jayege lekin iska asli use tabhi hai jab apke pas keyword everywhere pahle se install ho jisse ki aap ko har ek keyword idea ke sath uska search volume bhi show hota rahey
apna keyword search bar me enter karey or "Get Questions" par click karey
![]() |
| Free Keyword Tool |
iske baad apko bahut se keyword ideas show honge apko page scroll karke sbse neechey jana hai ya alphabeticals par click karna hai iske baad apko saarey keyword ideas ek list ki form me show honge
![]() |
| Free Keyword Tool |
aap chaho to is list ko download bhi kar sakte ho iske liye apko "Download CSV" ke button par click karna hai
keyword everywhere ki help se aap in sabhi keyword ideas ka search volume, cpc or competition dekh saktey hai.
Hamara next or last keyword research tool hai "NEIL PATEL" ka UBERSUGGEST
3. Ubbersuggest
ye actually ek paid tool hai jisko Neil patel ne buy karke apni website me include kar dia hai hamare free use ke liye so special thanks to Mr. Neilpatel
apko bas apna keyword ubersuggest ke search bar me dalna hai search karna hai or apko uske monthly search volume uski paid difficulty uski SEO difficulty sab samne show ho jayegi sirf itna hi nahi scroll down karne par apko yaha se keyword ideas bhi mil jayege.
kisi ka bhi domain isme daal ke aap ye check kar saktey hai ki isme kaha kaha se traffic aaraha hai or kis kis keyword se aa raha hai
is trha aap in tools ka use karke easily keyword research kar saktey hai or apne blog/website ko rank karwa sakte hai
![]() |
| Free Keyword Tool |
kisi ka bhi domain isme daal ke aap ye check kar saktey hai ki isme kaha kaha se traffic aaraha hai or kis kis keyword se aa raha hai
is trha aap in tools ka use karke easily keyword research kar saktey hai or apne blog/website ko rank karwa sakte hai
isi trha ke usefull post ke liye hamare blog ko subscribe karna na bhoole or comments karke apni raaye zaroor de. thank you....!








0 Comments