How to Create Amazon Affiliate Links is article ham log seekhege ki Amazon Affiliate Program me Affiliate links kaise generate kare. Friends Amazon Affiliate ek aisa Affiliate Program jiski help se aap achaa khasa paisa bana saktey hai ghar baith kar.
bas apko ek achaa sa topic select karna hai uspar blog banana hai or apne affliliate links ko waha share karna hai
amazon ek aisa affiliate program hai jo 15% tak commission deta hai apne products par lekin aisa sabhi products par nahi milta iske liye apko thodi si mehnat karni hogi jiske baad aap jaan payege ki amazon ke konse products par kitna commission milta hai
lekin mere hotey apko mehnat karna padey aisa kaise ho sakta hai. To aiye pahle jaan lete hai amazon kis product pe kitna commission deta hai
bas apko ek achaa sa topic select karna hai uspar blog banana hai or apne affliliate links ko waha share karna hai
![]() |
| How to Create Amazon Affiliate Links |
amazon ek aisa affiliate program hai jo 15% tak commission deta hai apne products par lekin aisa sabhi products par nahi milta iske liye apko thodi si mehnat karni hogi jiske baad aap jaan payege ki amazon ke konse products par kitna commission milta hai
lekin mere hotey apko mehnat karna padey aisa kaise ho sakta hai. To aiye pahle jaan lete hai amazon kis product pe kitna commission deta hai
Advertising Fee Schedule of Amazon Affiliate
ye hai wo chart jaha se aap amazon affiliate ke commission ke barey me jaan saktey hai jisko amazon affiliate advertising fee schedule kahte hai
is link par clilck karke aap direct is page ko dekh saktey hai
How to Create Amazon Affiliate Links
|
kuch aise products bhi hai jin par 1% ka fix commission hota hai
aur kuch aise bhi products hai jinpar aapko koi bhi commission nahi milta hai
upar image me jo products hai inpar aapko koi bhi commission nahi milega to apko aise products select karna hai jinse apki achi kamai ho
Create Amazon Affiliate Links
amazon affliate links banane ke 2 method hai main yaha ek ek karke dono method ke barey me bataunga.
Method 1
Iske liye apko apne amazon affiliate account me login karna hai or neechey diye search bar me product search karna hai. search karte hi products ki list neechey show hogi.
product ke theek samne ek GET LINK ka button hoga
us par click karte hi ek new page open hoga
yaha apko preview bhi dikhega or link generate karne ke or bhi option milege. scroll down karne par apko neechey ek HTML code milega jisko aap apne website ya blog me link kar sakte hai.
Method 2.
Ye sabse easy method hai isme apko simply apne amazon account se login karlena hai or sabse upar ki side ek stripe hoti hai.
jisme apko Text ka option milega ispar aap jis bhi page par ho ya jo bhi product dekh rahey ho Text par click karte hi apko us page ya us product ka link mil jayega.
isme Facebook or Twitter par direct link share ka option bhi milta hai ispar click karte hi apka Amazon Affiliate link ready ho jayega or direct apko ek post ki form me milega aap ko bas isko share karna hai.
| How to Create Amazon Affiliate Links |
i hope ab aap seekh gaye honge ki kaise Amazon Affiliate links create kia jata hai. aise hi interesting article ke liye hamarey blog ko padhtey rahey or follow karna na bhooley.
amazon affiliate ke barey me or janney ke liye comment karey.


0 Comments