How To Change Blog Theme In Blogger New Version ye topic sunney me to purana sa lagta hai lekin jaisa ki aap sabhi jaantey hai ki Blogger ne abhi recently naya roop le lia hai to mere kuch pathako ye problem aa rahi thi New Blogger me Blog Theme Kaise Change karey.

                                  

How To Change Blog Theme In Blogger New Version in 5 easy Steps

Neechey diye gaye steps ko Follow karke aap aasani se apne Blogger Blog ki Theme Ko Change kar saktey hai.

1. Sabse Pahle Blogger Dashboard Open kijiye, Fir Left Side Menu se Theme ka option Select karey.


How-To-Change-Blog-Theme-In-Blogger-New-Version


2. Di Gai Themes me se apni pasand ki Theme select karey. Main yaha par Notable Theme ko Select kar raha hu.


How-To-Change-Blog-Theme-In-Blogger-New-Version

3. Theme par click kartey hi aapko 3 Option dikh jayege Theme ko apply karne ke liye Apply ke Button ko click karey Theme me kisi parivartan ke liye Customize ke Button Par click karey, or Theme ka Preview dekhne ke liye Preview ke Button par click karey.


How-To-Change-Blog-Theme-In-Blogger-New-Version


4. Apply ke Button par click kartey hi aapko is trha ke ek message show hoga.

How-To-Change-Blog-Theme-In-Blogger-New-Version


or theme poori trha se apply ho janey par ye message show hoga.


How-To-Change-Blog-Theme-In-Blogger-New-Version


5. left side me sabse neechy view blog ke option par click karke aap apne Blog ka naya look dekh saktey ho.

How-To-Change-Blog-Theme-In-Blogger-New-Version

To dekha aap logo ne kaise 5 asaan se steps me aap apne blogger blog ki theme ko change kar saktey ho.
Blogger Related Jankaari ke liye baney rahey BlogFunia ke sath.