How to add Whatshelp Facebook Messenger and WhatsApp buttons
![]() |
| How to add Whatshelp Facebook Messenger and WhatsApp buttons |
How to add Whatshelp Facebook Messenger and WhatsApp buttons apne blog me aap bhi agar Facebook messenger or WhatsApp ke customer support buttons lagana chahtey hai to is article ko dhiyaan se padhne ke baad aap ye asaani se kar payege. Main yaha Whatshelp ke madat se Facebook messenger or WhatsApp buttons lagana sikhaunga.
sabse pahle to ye jaan lete hai ki iski zarurat kya hai
Why Facebook Messenger and WhatsApp customer support buttons are impotent
jaisa ki apko pata aaj kal WhatsApp or Facebook Messenger bahut hi popular social media platform hai jispar log hamesha hi active rahtey hai or in platforms par contact karna bhi asaan hai, ap apne reader ko ya customer ko jitni asaani se khud se contact karne denge apka blog or website utni zyda user friendly hogi or ek acha experience degi apke customers ko.
To aiye jaan lete hai kaise aap Whatshelp ki madat se asaani se ye dono buttons apne blogger ke blog me add kar saktey hai.
Whatshelp Facebook Messenger and WhatsApp buttons
Aap simply Google par type karna hai Whatshelp or enter press karna hai second line Widget likha hoga uspar click kariye.
| How to add Whatshelp Facebook Messenger and WhatsApp buttons |
click kartey apke samne Whatshelp ki Website open ho jayegi ab apko neechey GET YOUR BUTTON ke option par click karna hai
Note. jaha-jaha Pro Features likha hai wo option ham use nahi kar saktey wo paid options hai agar aap paid options use kar saktey hai to bilkul kijiye main filhaal yahan sirf free options ki baat kar raha hun.
thoda or neechey janey par hamey kuch or bhi pro features milege jisko use karne ke liye kuch fee pay karna hogi ab mujhe to iski zarurat nahi hai agar aap use karna chahtey hai to use kar saktey hai
Step 3.
ye bilkul last step hai isme apko simply apni emai id ko enter karke Get Button Code par click karna hai or buttons ke code ko copy kar lena hai. apke buttons ready hai. ab is code ko kaise use karna hai wo dekhtey hai
How to use Whatshelp code
Paste the code before the </body>
copy kiye huye code ko apko is code se pahle paste kar dena hai iske liye blogger me theme option me jaye Edit HTML me or sbse neechey apko ye </body> milega issey just pahle apko button code pade karna hai or Save Theme par click karna hai.
Email enter karke GET BUTTON CODE par click karte hi apke samne code likh kar ajyega apko is poorey code ko copy karna hai. or blogger me Theme ke option me jana hai or Edit HTML par click karna hai. ab jo code generate hua tha usme upar likha tha ki code ko HTML coding me kaha paste karna hai
Dekhiye ab mere blog me ye dono buttons add ho gaye hai isi trha aap bhi asaani se blogger or website me customer support buttons add kar saktey hai
Join BlogFunia.com
- Facebook- https://facebook.com/blogfunia/
- Twitter- https://twitter.com/blogfunia/
- Instagram- https://www.instagram.com/blogfunia/
- Telegram- https://t.me/blogfunia








0 Comments